how to find the IMEI number of my mobile in hindi

Hello bhaiyo

Swagat hai aapka mere blog mai

----------------------------------------------------------------------

Mere ek Dost Hai jinka handset ka box aur bill kho gya hai aur unko Apne IMEI number ki bahut jarurat thi maine unko ya step bataye aur unko apna IMEI number mil gaya
aap bhi Janna chahte Hain hua step kya thi

how to find the IMEI number of my mobile in hindi.search mobile by imei number.imei check code
IMEI check code

----------------------------------------------------------------------

IMEI kya hai ?

  _____________________

• IMEI matlab International Mobile Station Equipment Identity  hota hai hi yeah har EK handset mein main maujood hota hai yah hai wah wah head handset ki Pehchan hoti hai


• Phone chori hone ke baad police is number dwara aapke phone ko dhoond sakti hai hi aapko yeah yeah hi number sambhalna bahut jaruri hota hai


• Phone ke alawa har hua device Jo sim se attach hota hai uska MI number hota hai


•Jab aap apne handset mein koi bhi sim lagate Hain ya uske sath connect ho jata hai

----------------------------------------------------------------------

             Step by step

________________________________________________________

1..✓Aapko apna call dialler kholna hai.

how to find the IMEI number of my mobile in hindi.search mobile by imei number.imei check code
IMEI check code


2..✓ Ab aapke samne call ka home page aayega

how to find the IMEI number of my mobile in hindi.search mobile by imei number.imei check code
IMEI check code


3..✓ Ab aap ko usme dial karna hai *#06# call ke option par click karna hai

how to find the IMEI number of my mobile in hindi.search mobile by imei number.imei check code
IMEI check code

4..✓ IMEI number aap ke samne hoga

how to find the IMEI number of my mobile in hindi.search mobile by imei number.imei check code
IMEI check code

----------------------------------------------------------------------

Agar aapka phone gum jaaye to IMEI number Ko kaise pata kar sakte hai


 1..✓aapke paas bill box Ka Hona jaruri hai uske upar he IMEI number likha hota hai aap box mein dekh sakte hain ya bill mein toh yeh mil hi Jayega

----------------------------------------------------------------------

Ager aapko kuch samajh Na Aaya toh aap mere ko comment kar sakte hain
                (Dhanyavad aapka)


Posted by: Piyush yadav

_______________________________

Post a Comment

0 Comments