Swagat hai aapka mere blog mein aaj hum janenge
👇👇👇👇👇👇👇👇👇
Gmail account me recovery email add kaise kare
Step by step
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
1..✓ Sabse pahle aap apne Chrome browser mayjen aur apni email id add Karna hai
2..✓ aap ko side main aapko apna Gmail account ka photo icon jo hoga dikhai dega aap use par click Karen aapke samne kuch aisa aayega
3..✓ aap ko Google account par click karna hai aur aage chale Jaana hai
4..✓aapke samne security account ka option aayega aapko security par click karna hai
5..✓aapke samne sign-in and recover ka option aayega us par click karna hai
6..✓ recover email aapke samne dikhai dega aapko pencil ke button par click karna hai
7..✓ aap ko apni Gmail ka password enter karna hai our sign in option par click karna hai
8..✓ apko Apne recover email ko enter kar dena hai next par click karna hai
aapka email enter hoyega
(Dhanyavad aapka)
Agar aapko kuch bhi samajh Na Aaye to aap mujhe a comment kar sakte hain
0 Comments